Shoq-E-Qurbat Mein Khud Ko Itna Gareeb Kia

PoetS.sadia amber jilani Submitted bySyeda sadia amber jilani
Text size

Shoq-E-Qurbat Mein Khud Ko Itna Gareeb Kia
Khud Say Ziyada Tujhay Khud Say Qareeb Kia

Meray Mehboob Ka Hunar Kaam Aya
Kamal Tu Nay Kia Meray Rakeeb Kia

Wakt-E-Wisel Pay Tujhay Bigrrnay Ki Sujhi
Barra Daga Tu Nay Meray Naseeb Kia

Maraz-E-Ishq Mein Tujhi Ko Fakat
Har Dawa Apni Aur Tabeeb Kia

Barri Hi Tarkeeb Say Amber
Uss Nay Humen Be-Tarteeb Kia

Related tags on Parveen Shakir poetry

Copied