Sitam

Poet: By: Dia Sheikh, LONDON

Kabhi Abaad Karta Tha Kabhi Barbaad Karta Tha
Sitam Har Roz Wo Naya Ijaad Karta Tha

Zamana Ho Gaya Lekin Khabar Lene Nahi Aaya
Jo Panchi Roz Mere Naam Par Azaad Karta Tha
 

Rate it:
Views: 5992
06 Oct, 2008