Tarrap...

PoetShoaib khan swati Submitted byShoaib khan swayi
Text size

Haqeeqat Jan Kar Asi Hamaqat Kon Karta Hai
Bala Be-Faiz Logon Sy Muhabbat Kon Karta Hai

Batao Jis Tejarat May Khasara He Khasara Ho
Bina Sochay Khasary Ki Tejarat Kon Karta Hai

Hamain He Galt Fehmi Te Kisi K Wastay Warna
Zamanay K Rewajon Sy Bagawat Kon Karta Hai

Khuda Nay Sabar Karnay Ki Mujay Tofeeq Bakhshi Hai
Aray Gee Bar K Tarpa'o Shikayat Kon Karta Hai

Shoaib Kisi K Dil K Zakhmon Par Marham Rakhna Zarori Hai
Magar Is Dor May O Zalim Ye Zehmay Kon Karta Hai
 

Related tags on Parveen Shakir poetry

Copied