Tum Bin Jena

PoetWaqas Bhutt Submitted byWaqas Bhutt
Text size

Tum Bin Jena Aisa Hai
Zeher Ko Pene Jaisa Hai

Tum Se Bichar Kar Zinda Rehna
Hum Se Pocho Kesa Hai

Mera Tum Ko Takty Rehna
Chand Ko Takny Jaisa Hai

Tera Hans K Baatain Karna
Khilty Phoolon Jaisa Hai

Badal Tere Piyar Ka
Aaj To Khul K Barsa Hai

Chand Ki Nazren Juk Jati Hain
Tu Payar Mera Aisa Hai

Related tags on Parveen Shakir poetry

Copied