Tum Pyar Ka Samander Ho

PoetJAAN-E-WASHMA Submitted byWASHMA KHAN
Text size

Tum Pyar Ka Samander Ho
Mae Piyasi Panchi Hon
Meri Piyas Kase Buje Too
Ek Pyar Ka Samader Hain
Mae Janam Janam Ki Piyasi
Main Apni Piyas Bujaho Kase
Too He Apni Lahro Se Muje
Ko Mojo Mae Baha Le Ja
Too Pyar Ka Samader Hae
Main Ek Piyasi Panchi Hon
 

Related tags on Parveen Shakir poetry

Copied