Tumhain Jaana Bhi Kahyna Hay

Poetzaman farooqi Submitted byzaman farooqi
Text size

Tumhain Jaana Bhi Kahyna Hay
Tumhain Dilbar Bhi Kahyna Hay

Tumhain Chanda Bhi Kahyna Hay
Tumhain Raani Bhi Kahyna Hay

Tumharay Sang Apni Ek Kahani Bhi Kahyna Hay
Tumhain Iss Dil Ki Dharkan Ki Rawani Bhi Kahyna Hay

Tujhay Dulhan K Roop May Teray Apno Say Layna Hay
Teri Zindagi May Ab Khushio Ko Rehyna Hay

Teray Labo Say Jo Lafz Ada Ho Un Ko Sar Aankho Par Rakhna Hay
Zindagi Bhar K Leyay Ab Farooqi K Dil May Rehna Hay

Related tags on Parveen Shakir poetry

Copied