Usy Neend Kahain Aati Hai

PoetSajid Awan Submitted bySajid Manzoor Awan
Text size

Usy Neend Kahain Aati Hai Mera Khial Jab Aata Hai
Jaan Us Ki Hi Nikal Jati Hai Mera Khial Jab Aata Hai

Tanha Jab Bhi Hoti Hai , Khud Se Ulajti Rahti Hai
Usi Sharam Si Phir Ati Hai Mera Khial Jab Aata Hai

Mehfil Main Bhi Beth Kar Tanha Nazar Wo Aati Hai
Phir Wo Kitna Moskarati Hai Mera Khial Jab Aata Hai

Poochti Hain Jab Usay Ye Maan Chali Si Saheliyain
Batain Wo Kia Banati Hai Mera Khial Jab Aata Hai

Mujay Sajid Khabar Hai Ye, Tanhaei Main Wo Beth Kar
Khud Ko Barha Jalati Hai Mera Khial Jab Aata Hai

Related tags on Parveen Shakir poetry

Copied