Yaar

Poetzaman farooqi Submitted byzaman farooqi
Text size

May Laakh Laakh Shukar Ada Karo Tab Tera
Laakho Chehro May Tu Ussay Kar Diya Mera

May Waari Waari Jaawa Apnay Yaar Par
Apni Jind May Waaro Apnay Dildar Par

Yaar Ki Saanso May Apni Saansain Basaao
Yaar Ko Saamnay Bitha Kar Seenay Say Lagaao

Yaar Ko Itna Qareeb Kar Lo Apnay Badan Say
May Apni Baaho Ka Yaar Ko Haar Pehnaao

Related tags on Parveen Shakir poetry

Copied