Yeh Aaine Jo Tumhe Kam Pasand
Poet: AANSOO By: WAQAS(AANSOO), KarachiYeh Aaine Jo Tumhe Kam Pasand Karte Hain
Inhe Khabhar Hai Tumhe Hum Pasand Karte Hain
Tumhe Khuda Ne Zamane Mein Nazeen Kiya
Meri Nazar Ne Tumhe Aur Bhi Haseen Kiya
Tere Bagair Safar Kiya Hai Rasta Kiya Hai
Hum Aashiqo Ko Zamane Se Wasta Kiya Hai
Ke Hum To Aap Ko Janam Pasand Karte Hain
Is Liye Tumhe Mausam Pasand Karte Hain
Yeh Aaine Jo Tumhe Kam Pasand Karte Hain
Inhe Khabhar Hai Tumhe Hum Pasand Karte Hain
Kareeb Aao Ke Bhar Lein Tumhe Nighaao Mein
Tumhe Samaait Lein In Bekaraar Baahao Mein
Hai Kon Aisa Jise Dhakhano Mein Band Kare
Tumhi Batao Tumhe Kuye Na Hum Pasand Kare
Ke Pyaas Log Shabnaam Pasand Karte Hain
Koi Kare Na Tumhe Hum Pasand Karte Hain
Yeh Aaine Jo Tumhe Kam Pasand Karte Hain
Inhe Khabhar Hai Tumhe Hum Pasand Karte Hain
میں اس کے نام کو باتوں میں رکھ کے بھول گیا
وہ ایک خواب جو آنکھوں میں پل رہا تھا کبھی
میں اس کو بند دریچوں میں رکھ کے بھول گیا
تری یادوں کے چراغوں کی روشنی لے کر
میں رات بھر کئی خوابوں میں رکھ کے بھول گیا
تری نگاہ کے نشّے کا کیا کروں آخر
میں دل کو تیری شرابوں میں رکھ کے بھول گیا
بتاؤ ان تری یادوں کا سلسلہ کیا ہے
میں اپنے آپ کو باتوں میں رکھ کے بھول گیا
وہ ایک خط جو محبت کی داستاں تھا کبھی
میں اس کو اپنی کتابوں میں رکھ کے بھول گیا
چھپائے رکھا تھا شہزاد دل میں مدت سے
میں اس کا ذکر بھی باتوں میں رکھ کے بھول گیا






