Yeh Dil Uski Muhabbat Se Juda Ho

PoetNoshi Gelani Submitted byAnam Rasheed
Text size

Yeh Dil Uski Muhabbat Se Juda Ho Kar
Dharakna Seekh Jaey To
Najany Kitny Jugnu
Muthiyon Mein Jagmaga Uthein
Andhairy Door Ho Jaen
Tumhari Rah Se Bhatkein
To Manzil Per Puhanch Jaen

Related tags on Parveen Shakir poetry

Copied