Kisi Say Kuch Na Kahain Gay Kisi Kay Liye
Har Koi Jeeta Hay Zamanay Mai Khud Kay Liye
Hamain Azmana Zamanay Ki Rasam Thi
Or Hum Inhi Rasmu Main Jeetay Rahain Zamanay Kay Liya
Ab Kiya Gila Karna Jab Khud Ko Dobnay Ka Shok Tha
Ab To Buray Bhi Ban Gay Zamanay Kay Liya