Add Poetry

Daikta Ho

Poet: obaid ullah obaid By: obaid ullah, peshawer

Ferehan(Libas) E Kuafr Me Jab B Malboos Musalman Daikta Ho
Sharm Se Kehta Ho Me,Paqat Hewan Daikta Ho

Taghayyur,Jiddat Pasandi Ne Sabhi Par Jaise Sehar Phoonka Hai
Jisay Aas Paas Daikta Ho,Paqat Tehzeeb E Firangistan Daikta Ho

Nadano Ko Shayed Nahe Maloom Awqaat Apne
Sabhi Ko Is Liye Fakhar Zada Ba Tareekh E Shaitan Daikta Ho

Tazad Zehno Me Hai Aise Jais Har Bando Ho Siyasat Daan
K Matlab Ki Khatir Insan Ko Chamcha E Insan Daikta Ho

Ishq E Lazim Me Dewangi Ki Hadee Muqarar Ke Gaye Hai
Yaade Khuda Par Jang Zada Moujuda Afghan Daikta Ho

Kise K Waste Saman E Tarb Muhayya Kar Liya Jo To
Sabhi K Mou Se Phir Lagta Hai K Tarjuman E Hasadistan Daikta Ho

Haif! Haif! Is Nadan Musalmanki Qismat Par
K Jis Se Khuda Ko B Me Sharamsaar Daikta Ho

Kahi Tu B Kafir Ban Jaye Na Musalma Ban Kar
Obaid K Tere Halat Ba Asar Zada Hewan Daikta Ho

Rate it:
Views: 403
30 Nov, 2012
More Religious Poetry
Popular Poetries
View More Poetries
Famous Poets
View More Poets