Add Poetry

Kamal Ka Raha Ghazal

Poet: Ahsin Fayaz By: Ahsin Fayaz, Badin

Waqat-e-Wisal Mehboob
Ki Aankh Ka Ashaq Bhi
Kamal Ka Raha
Thami Saansen Aur
Aalm Dil Ka Dhak Dhak
Bhi Kamal Ka Raha, Kisi Shab Ki Tareek Me
Diya Aashiq Ne Lab-e-
Yar Pe Bosa
Krne Aaye Hain Wo
Wisool Unka Haq Bhi
Kamal Ka Raha Ye Mar Kahan Raha Hai
Ye Tadap Raha Hai
Rukh-e-Yar Ko
The To Dil-e-Sangeen
Magar Dil-e-Joo Ka Shaq
Bhi Kamal Ka Raha Zameen Bhi Tadap Rahi
Thi, Tha Aasman Bhi Be-
Sukoon
Wo Jaa Rahe The Sham
Ko Udas Afaq Bhi Kamal
Ka Raha Daam-e-Ishaq Pe Laga
Kr Sar Ki Baazi Wo Haar
Bethe
Waadi-e-Ishaq Me Khel
Bhi Kamal Ka Risak Bhi
Kamal Ka Raha Lab Kahan Kholy Kabhi
Ahsin Ab To Mar Rahe
Hain,
Shikayat Kab Hai Kisi Se
Safar Ab Tak Bhi Kamal
Ka Raha

Rate it:
Views: 1293
06 Jan, 2019
Related Tags on Sad Poetry
Load More Tags
More Sad Poetry
Popular Poetries
View More Poetries
Famous Poets
View More Poets