Hawa-E-Dasht Ab B Phira Karti Hai Kahi
Kabhi Sehra To Kabhi Jungle Tujhe Dhonda Karti Hai Kahi
Ab B Tere Peyar Ki Ratein Chamkti Hain
Ab B Chandni Hum Se Tera Pocha Karti Hai Kahi
Aur Neele Falak K Sitaro Ki Bheer Mai
Batein Tere Husn Ki Ab B Howa Karti Hai Kahi
Aur To Wo Zalim K Jan K B Anjan Hai
Aur Meri Nigahein Wo Muflis K Ab B Daikha Karti Hai Kahi
Ab Dil-E-Viran Mai Aur Ko Hasrat B Kaisi
Hah Magr Ab Tere Loot Anay Ki Kabhi Umeed Howa Karti Hai Kahi
Aur Her Waqt Ki Udasi Se Yeh Maloom Howa Hai Anjum
K Rone Se B Kabhi Tabeyat Suljha Karti Hai Kahi