Kuch Tho Tha Magar Kuch Bhi Nahi Tha Phar Ek Ahsaas Tho Tha
Shayed Ye Ahsaas Dil E Nadaan Ka Tha Or Kuch B Ahsas Na Tha
Khayal Kaise Karte Tera ,Jab Apna Ahsaas Bhi Na Tha
Ghum E Duniya Mein Aise Uljhye K Hume Kisi Ka Ahsaas Na Tha
Mein Dil K Andhye Ankhon Se Manzil Dhundne Gya Tha
Rasthe Mein Itne Thukar Mile Gye Hume Is Ka Ahsaas Na Tha
Jenay Hum Pal Bhar Nahi Bhole Najane Une Humara Ahsaas Kyun Na Tha
Agar Une Ahsaas B Tha To Auron Ka Par Mera Ahsaas Na Tha
Hum Girte The Sanbhalte Te Tadpte Te Maarte Te
Jane Kyun Us Sangdil Ko Pher B Mere Dard Ka Ahsaas Na Tha
Hum Hazaroon Khwaishyen Le Kar Faqiron Ki Tara Us K Daar Par Gy
Par Afsoos Wo Us Takhat Par The Jahan Logon Ko Faqiron Ka Ahsaas Na Tha
Mein Apni Jaan B De Deta Tere Dar Par Magar
Mujhe Pata Tha Tujhe Mere Inthea E Ishq Ka Kuch Ahsaas Na Tha
Muje Kahan Jana Tha, Kahan Ponchna Ta Muje Kiya Pata Rohi
Mein Tho Padha Ta Us K Dar Par Us Ki Aas Liye Par Use Ahsaas Na Tha