Aiy Pak Watan
Poet: zaman farooqi By: zaman farooqi, karachiKahyne Ko Toh Har Jaga Husn Aur Charaga Hain
Aiy Pak Watan Tera Har Shehr Har Kona Kitna Pyara Hain
Khuda Rakhe Hamesha Tujhe Salamat Aiy Pak Watan
Is K Har Kone Main Azaan Ko Racha Basa Rakha Hain
Pakistan K Har Shaks Nay Watan Ki Khaatir Apne Sar Par Kafan Saja Rakha Hain
Farooqi Nay Mulk Ki Muhabat Ko Apni Threer Main Bayan Kar Rakha Hain
More General Poetry






