Add Poetry

Ankh Nam Nahi

Poet: HuKhan By: hukhan, karachi

Wo Ashnaa Kar Gia Ranjh O Alam Say
Pher Bhee Kici Gham Ka Koi Gham Nahi
Ajh Bhee Koi Ankh Namm Nahi
Shaied Hum Hee Nasal E Farhad Say Nahi
Han Isi Liye Uss Kay Janay Ka Malaal Nahi
Kia Hua Ju Reshtay Naye Uss Nay Banaye
Humein Iss Baat Ka Ranjh Nahi
Tarq E Taulaq Ki Ye Rasam Sadion Puraani Koi Nai Nahi
Ye Chalan Ajh Bhee Hay Zamanay Ka Humara Nahi
Humein Yaqeen Hay Humaray Hath Ki Lakeeron Mein Uss Ka Naam Nahi
Hu Naseeb Mein Koi Gulaabhi Shaam Ubh Wo Mosam Nahi
Usay Yaad Karay Dil Shaied Ubh Wo Waqt Nahi
Sar E Shaam Koi Sargushi Sunay Hum Ubh Ye Sitam Nahi
Pher Say Roshan Hu Qandeel E Sehar Shaied Ubh Wo Husla Nahi
Karon Koi Shikwa Apnay RABH Say Asa Mein Kafir Nahi.
Han Ubh Ye Ankh Huty Ubh Nam Nahi

Rate it:
Views: 928
29 Sep, 2016
Related Tags on Love / Romantic Poetry
Load More Tags
More Love / Romantic Poetry
Popular Poetries
View More Poetries
Famous Poets
View More Poets