Aur Teri Mohabbat (Nazam
Poet: Muhammad Ismaeel By: Muhammad Ismaeel, Karachi Teray Khayal, Teray Khuwab
Aur Teri Mohabbat
Zuban Pay Ghazal , Hathon Main Kitab
Aur Teri Mohabbat
Gumnam Alfaz,Talkh Sawalat
Benaam Tehrirain, Adhoray Jawabat
Aur Teri Mohabbat
Thandi Sehar, Sard Hawain
Urhtay Badal, Taiz Ghtain
Aur Teri Mohabbat
Halki Dhoop, Sohana Mosam
Bheegay Pair, Shafaf Aasman
Aur Teri Mohabbat
Teri Baatain, Tanha Raatain
Kabhi Hijr, Kabhi Mulaqatain
Aur Teri Mohabbat
Dar O Baam, Dhalti Sham
Kitab Qalam, Tera Naam
Aur Teri Mohabbat
Phool Titli, Bhaag O Bahaar
Gaata Darya, Jhoomti Lehrain
Aur Teri Mohabbat
Chamakta Chand, Jagmag Taaray
Awara Jugnu, Bheeghi Shabnam
Aur Teri Mohabbat
Jhaltay Chiragh, Urhta Dhua'an
Tera Intizar, Wasl Ka Samaan
Aur Teri Mohabbat
Chupta Suraj, Halki Barsaat
Dhanak K Rang, Tera Saath
Aur Teri Mohabbat
Sarhaanay Takya, Bikhra Bistar
Bechain Karwatain, Raat Ka Pehar
Aur Teri Mohabbat
تم ہم سے منانے کی بات کیوں کرتے ہو
ہم یونہی پیار کر لیتے ہیں تمھیں
ہمیں تڑپانے کی بات کیوں کرتے ہو
اس بے رخی میں کتنی محبت ہے چھپی
پیار ہے پھر ترسانے کی بات کیوں کرتے ہو
باتیں ساری تم سے وابستہ اچھی لگتی ہیں
کیوں نہیں انھیں دھرانے کی بات کرتے ہو
جتنی چاہت چاہو گے ہم کریں گے تم سے
پھر بینا سے آزمانے کی بات کیوں کرتے ہو
انکھیوں میں تمھیں چھپا کے
پرستان تمھیں لے جا کے
رکھیں گے اپنا بنا کے
سنگ ہونگے نکاح سے
ہم اللہ کو گواہ بنا کے
خوشیاں منا کے
گھر تم سے بسا کے
چاند کی ٹھنڈک میں
مدھم مدھم روشنی میں
ہلکی ہلکی بارش میں
روپہلی دھوپ سنہری میں
ہولے ہولے دل ڈھڑ کتے
دھیرے دھیرے سانس چلتے
چاہت میں ڈوبے ڈوبے
اک دوسرے سے پیار کرتے
آپ کی شہد سی میٹھی باتوں میں کھوئے رہیں گے
بینا آپ کے ہوکے ہم آپ کے ہی ہوئے رہیں گے






