Bas Tujhain Pyaar Doun

PoetZaman Farooqi Submitted byZaman Farooqi
Text size

Bas Tujhain Pyaar Doun
Socho Main Tum Basi Ho
Pholou Jesi Dikhti Ho
Paas Aajaaou Meray
Tum Say Pyaar Kar Lou

Main Tuj Par Sab Kuch Waar Doun
Main Tuj Par Apna Sab Kuch Haar Doun

Bas Tujhain Pyaar Doun
Bas Tujhain Pyaar Doun

Saamnay Bitha Kar Tuj Par Yay Jahaan Waar Doun
Wo Pal Main Daikho Bas
Jab Tu Meray Saaht Ho
Bas Tujhain Pyaar Doun
 

Related tags on Parveen Shakir poetry

Copied