Bhrosa Toot Jata Hai

PoetMani Submitted byMani Jatt
Text size

Zara Paaney Ki Chahat Main Bohat Kuch Choott Jata Hai
Najane Saber Ka Dhaaga Kahan Pr Toot Jaata Hai

Kisay Hum-Rah Kehte Ho Yehan To Apna Saya B
Kahin Pr Saath Rehta Kahin Pr Choott Jata Hai

Ajab Shey Hai Ye Rishta B Bohat Mazboot Lagta Hai
Zara Si Bhool Se Lekin Bhrosa Toot Jata Hai

Related tags on Parveen Shakir poetry

Copied