Tera Naam Hi Tou Hey
Text size
Hum Par Tumhari Chah Ka Ilzaam Hi To Hey
Dushnaam To Nahin Yeh Ikraam Hi Tou Hey
Kartey Hain Jiss Pe Taan Koi Jurm Tou Nahin
Shoq E Fazool Ulfat E Nakaam Hi Tou Hey
Dil Ey Mudai K Harf E Malaamat Sey Shaad Hey
Aey Jaan E Jaan Woh Harf Tera Naam Hi Tou Hey