Mein Chaand Par Rehta Hun
Han Aksar Ye Hee Uss Say Kehta Hun
Wo Bee Zid Karta Hay Chaand Par Janay Ki
Hum Samjhay Usay Bee Chaand Pasand Hu Shaied
Wo Bola Asa Kuch NahiBas Jaha Tum Wahan Hun
Akalay Chorna Ubh Nahi Gawaraa Humein
Ju Reh Liye Wohee Bahut Hay
Hun Aur Bee Sitam Hu Nahi Sakta
Saya Ubh Hein Hum
Koi Aur Doojha Hu Nahi Sakta
Duniya Chore Kay Tum Sangh Basna Hay
Bas Ubh Aur Nahi Ansoo
Ubh Tu Serf Hansnaa Hay
Jabh Tum Yad Ao Gay
Serf Chaand Ko Taknaa Hay
Us Se Hee Ulajhna Hay Usi Say Ubh Shikwa Karna Hay
Maan Jaye Tu TheekWerna Usay Bee Theek Karna Hay
Khan Bahut Himat Hay Uss Mein
Ubh Zara Tumhein Bee Husla Karna Hay