Dil Kee Dharkanoon Me Jis Ghari Wo Sunai Na De Mujhay
Tham Jana Wahien Ye Dil Ku Samjha Rakha Hay
Oa Ka Sang-E-Mar Mar Se Bana Roop Aisa Lagta He Mujhay
Khuda Ne Hoor Ka Zameen Pay Naqsha Bana Rakha Hay
Chaman Kee Hawoun Main Os Kee Mehak Ati Hay Mujhay
Kushbu Ku Os Ke Badan Kee Guloon Ne Apnay Ander Basa Rakha Hay
Judai Ka Bhaya Nak Sapna Jab Say Aya Hay Mujhay
Ankhoon Me Ashkoon Nay Darya Baha Rakha Hay
Rastay Ke Pathroon Se Hargiz Khoof Nahi Mujhay
Un Ku Main Nay Kabhi Apna Khuda Rakha Hay
Mujhay Ju Saza Milay Morid-E-Elzaam Na Hu Ga Kabho Wo
Iqrar Jurm-E-Mohabat Ju Mujh Se Kara Rakha Hay
Jis Shay Ku Bhi Chota Hay Wo Osay Apna Sa Bana Leti Hay
Har Zarray Nay Mera Pyar Ju Apnay Ander Basa Rakha Hay
Durrani Hoosh Me Tu Sab Hee Yaad Rehtay Hein Maghar Tu Nay
Mad Hooshi Main Bhee Osay Yaad Sada Rakha Hay