Add Poetry

Dekha Palatt K

Poet: SAIF ASHIR By: SAIF ASHIR, ISLAMABAD

Dekha Palatt K Maine, Hasrat Ussay Bi Thi
Hum Jiss Par Mitt Gaye Thay, Muhabbat Ussay Bhi Thi

Chup Ho Gaya Tha Dekh Kar Woh Bhi Idher Udher
Duniya Se Meri Tarah Shikayat Ussay Bhi Thi

Ye Soch Kar Andheray Ko Galay Se Laga Liya
Raaton Ko Jaagnay Ki Aadat Ussay Bhi Thi

Woh Roo Parha Tha Mujh Ko Pareshan Dekh Kar
Us Din Bhola K Meri Zaroorat Ussay Bhi Thi

Un Pathron K Saath Nibhaani Padi Ussay
Jin Se Nafrat Mujhe Thy, Nafrat Usay Bhi Thi
 

Rate it:
Views: 346
02 May, 2011
Related Tags on Love / Romantic Poetry
Load More Tags
More Love / Romantic Poetry
Popular Poetries
View More Poetries
Famous Poets
View More Poets