Add Poetry

Dosti

Poet: Ibrab Nadeem By: Dana, karachi

Saal Ka Aakhri Din Hai Abhi Kuch Dhop Hai
Lekin Zara Si Der Ko Tay Hai Ke Aakhir Sham Hona Hai
Haqeeqat Ya Kahani Jo Bhi Hai Anjaam Hona Hai

 Chalo Mil Beth Ke Apnay Khasaray Bant Letay Hain
 Sabhi Rang Or Jugnoo Or Sitary Bant Lety Hain

 Zara Si Der Ko Ty Hai Ke Aakhir Sham Hona Hai
 Haqeeqat Ya Kahani Jo Bhi Hai Ajnaam Hona Hai

To Kioon Na Sham Se Pehlay Jo Kuch Gharyan Mayassar Hain
 Inhi Main Zindagi Kar Lain Kisi Ahsaas Ki Shama Jala Kar

 In Andheron Main Kuch Dam Roshni Kar Lain
 Chalo Ham Dosti Kar Lain

 

Rate it:
Views: 805
24 Nov, 2007
Related Tags on Love / Romantic Poetry
Load More Tags
More Love / Romantic Poetry
Popular Poetries
View More Poetries
Famous Poets
View More Poets