Ek Din Us Ne Puchha

PoetNasir Submitted byNasir Yasin
Text size

Ek Din Us Ne Puchha
Main Kahan Hoon
Maine Kaha.
Mere Dil Mai
Meri Jaan Mai
Meri Saans Mai
Meri Aaas Mai
Mere Dil Ki Dharkan Mai
Meri Rooh Mai
Mere Purey Wajood Mai

Us Ne Puchha Main Kahan Nahiin Hoon

Maine Ek Baar Socha
Or Apna Haath Aagey Kiya
Or Kaha
Bas Mere Haath Ki Lakiiron Mai
Nahi Ho

Related tags on Parveen Shakir poetry

Copied