Add Poetry

Ek Tuu Hi Tou Nahi

Poet: Wasi Abbas By: Waseem Abbas, Lahore.

Ek Tuu Hi Tou Nahi Meri Shab Be-Khawabi Ka Sabab
Teri Yadein B Hoti Hein Aankh Mein Rait Ki Tarah

 Hamari Mukhlasi Ko B Wo Samajhtey Rehey Mazaq
Isi Samajhney Samjhaney Mein Ham Barbad Ho Gaey

Khuda Kerey Tumhein Pata Na Chaley Narazgi Kiya Hey
Jabi Tou Hum Terey Piyar Mein Hein Mukhlis Bohat

Tumhein Kiya Maaloom Hijer Ki Sa'aton Ka Dukh Bus
Kisi Gulehri (Squirrel) Ko Pani Mein Dabo Ker Bus Tarraptey Daikh Lena

 Tera Dil Terey Seeney Se Nikal B Liya Jaey Waseem
Kesey Nikley Ga Wo Teri Nas Nas Mein Basney Wala

Rate it:
Views: 479
15 Oct, 2010
Related Tags on Love / Romantic Poetry
Load More Tags
More Love / Romantic Poetry
Popular Poetries
View More Poetries
Famous Poets
View More Poets