Ghalib:
Ghalib Sharab Peene De Masjid Mein Beth Ker
Ya Wo Jagah Bata Jahan Khuda Nahi
Iqbal:
Masjid Khuda Ka Ghar Hai Peene Ki Jagah Nahi
Kafir K Dil Mein Ja Wahan Khuda Nahi
Faraz:
Kafir K Dil Se Aaya Hon Ye Dekh Ker Faraz
Khuda Mojood Hai Wahan Per Usay Pata Nahi
Wasi:
Khuda To Mojood Dunia Mein Her Jaga Hai
Tu Jannat Mein Ja Wahan Peene Se Mana Nahi
Saqi:
Peeta Hon Gham-E-Duniya Bhoolany K Liye Saqi
Jannat Main Knsa Gham Hai Is Liye Wahan Peenay Main Maza Nahi
Shehryar:
Gham-E-Duniya To Milnay He Hain Jb Duniya Se Pyar Ho To Shehryar
Issi Liye Kehta Hon Peena He Choor Dey Ya Phir Duniya He Choor Dey