Add Poetry

Ghar Kahan Tha Ik Khaali Amaarat Thi Aur Bas

Poet: IRFAN RAZA By: IRFAN RAZA, Toba tek singh

Ghar Kahan Tha Ik Khaali Amaarat Thi Aur Bas
Us Ki Nigahon Main Mere Lye Haqarat Thi Aur Bas

Umar Bhar Jo Na Parh Saka Mere Chehray Par
Do Lafzon Ki Mukhtisar Si Abarat Thi Aur Bas

Na Samajh Saka Us K Larazatay Huy Honton Ko
Us Ki Inkaar-E-Muhabbat Ki Jasarat Thi Aur Bas

Main Keh Doon "NAA" Ye Ho Nahi Sakta
Meri Ryast-E-Dil Par Us Ki Sadarat Thi Aur Bas

Rate it:
Views: 392
05 Aug, 2015
Related Tags on Love / Romantic Poetry
Load More Tags
More Love / Romantic Poetry
Popular Poetries
View More Poetries
Famous Poets
View More Poets