Hijer Karty Ya Ko Wasal

Poet Submitted byZunaira
Text size

Hijer Karty Ya Ko Wasal Guzara Karty
Hum Behar Haal Basar Khawab Tumhara Karty

Ek Eysi B Ghari Ishq Mein Aai Thi K Hum
Khakh Ko Hath Lagaty Tu Sitara Karty

Ab Tu Mil Jao Humein Tum K Tumhari Khater
Etni Door Aa Gey Duniya Sey Kinara Karty

Ek Chehry Mein Tu Momkin Nahi They Etny Chehry
Kis Sey Karty Ishq Jo Koi Dobara Karty

Related tags on Parveen Shakir poetry

Copied