Add Poetry

Jan Hi Jay Miri

Poet: Muhammad Imran By: Muhammad Imran, kuwait

Aaj Subhoo Sa Yad Aarahe Thee Aapki
Socha Message Karoon Kah Jan Jaag Gaye Aapki

Phir Masroof Is Qadar Ho Gaya Kam Main
Jaisa Washing Machine Lagi Ho Hamam Main

Kuch Fursat Mili Socha Zara Baat Hojay
Wo Bheee Masroof Kaheen Or Na Hojay

Buhut Dair Sa Par Jawab Tu Diya Us Na
Kaisa Na Daiti Jan Joo Kah Diya Uus Na

Likha Us Na Main Bhee Buhut Masroof Thee
Zara Kuch Chezain Lana Bazar Tak Gaye Thee

Phir Us Na Kaha Thak Gaye Hoon Kuch Aram Kar Loon
Maina Kaha Kar Lo Kar Lo Main Bhee Aik Item Tayar Kar Loon

Sunana Ka Wada Bhee Kar Liya Us Sa Sham Ko
Waisa Hee Item Joo Banaya Tha Kal Sham Ko

Wo Ya Sooch Kar So Gaye Hogi Abhee
Ka Main Kah Doonga Chaloo Uth Jao Abhee

Buhut Piyar Us Sa Tum Bhee Tu Karta Hoo
Rooz Us Sa Dheeroon Bateen Bhee Tu Karta Hoo

Kaisa Kahoon Is Main Shaq Bhee Tu Naheen Koe
Buhut Daikha Na Deekha Us Jaisa Koe

Tareef Us Ki Or Kiya Karoon Wo Jan Hee Tu Hay Miri
Na Daikhoon Na Baat Karoon Tu Jaisa Jan Hee Jay Miri

Rate it:
Views: 424
10 Nov, 2009
Related Tags on Love / Romantic Poetry
Load More Tags
More Love / Romantic Poetry
Popular Poetries
View More Poetries
Famous Poets
View More Poets