Kasey Chalay Aiy Dil Un Ko Pata

PoetMomo Choudhry Submitted byMomo Choudhry
Text size

Murtay Hain Hum Jin Key Lyay
Kasey Chalay Aiy Dil Un Ko Pata

Aiy Dil Ik Din Jub Durd Uthey
Kia Karun Main Phir Us Ki Dawa

Bata Phir Jaon Main Kahan
Kia Un Key Dil Main Hey Meri Jaga

Naey Din Hain Nai Hain Rahain
Supney Sujaey Main Jaon Kahan

Ishq Ki Dour Ki Mazbuti To Dekho
Chour Ker Ub Tum Jao Gey Kahan

Related tags on Parveen Shakir poetry

Copied