Kash Es Jahan Me Koi Apna Hota
Poet: Tasleem raza mahi By: Tasleem Raza mahi, jagdishpur up near warisganjKash Es Jahan Me Koi Apna Hota
Itna Soona Soona Sa Na Jahan Apna Hota
Main Bhi Sang Hasta Sang Rota Sang Gata
Ye Apne Hote Hain Kya In Jahan Walon Ko Batlata
Kash Kabhi Pura Mera Yeh Sapna Hota
Kash Es Jahan Me Koi Apna Hota
More Love / Romantic Poetry






