Khuda Aur Mohabbat Poetry Lyrics (Song)
Poet: Rahat Fateh Ali Khan & Afshan Fawad By: OST Lyrics, SwatMann Jhoom Jhoom
Tann Jhoom Jhoom
Mann Jhoom Jhoom
Tann Jhoom Jhoom
Mann Jhoom Jhoom Gaaye
Mann Jhoom Jhoom
Tann Jhoom Jhoom
Mann Jhoom Jhoom Gaaye
Taweez Bana Ke
Main Pehnu Tujhe
Dil Ghar Hai Khuda Ka
Na Chhor Isse
Mangu Main Ab Kya Rab Se
Paaya Hai Tujh Ko Jab Se
Ishq Tera Hum Pe Taari
Raqs Mein Jahan
Karon Sajda Aik Khuda Ko
Parhon Kalma Ya Main Dua Don
Dono Hi Aik
Khuda Aur Mohabbat
Karun Sajda Aik Khuda Ko
Parhon Kalma Ya Main Duaa Don
Dono Hi Aik
Khuda Aur Muhabbat
Sunte Hain Apni Dharkan
Tere Tarapne Mein
Farq Nahi Ab Mere
Dil Ke Dharaknae Mein
Rog Mera Barhta Jaye
Koi Tou Sambhale Na
Rahatein Mili Ab Hum Ko
Dil Ke Dharakne Mein
Mangu Main Ab Kya Rab Say
Paya Hai Tujhko Jab Say
Ishq Tera Hum Pe Taari
Raqs Mein Jahan
Karon Sajda Aik Khuda Ko
Parhon Kalma Ya Main Duaa Doon
Dono Hi Aik
Khuda Aur Muhabbat
Karun Sajda Aik Khuda Ko
Parhon Kalma Ya Main Dua Don
Dono He Aik
Khuda Aur Mohabbat
Kitne Dard Le Aye Hain
Hum Toh Teri Chaukhat Se
Apne Gham Chupa Lein Ge Hum
Jhooti Muskurahat Se
Bheegi Bheegi Palkon Mein
Aks Tera Rehta Hai
Aankh Se Jhalak Jaye
Toh Pyar Tera Behta Hai
Mangon Main Ab Kya Rab Se
Paaya Hai Tujh Ko Jab Se
Ishq Tera Hum Pe Taari
Raqs Mein Jahan
Maula Mere Maula Mere Maula
Maula Mere Maula Mere Maula
Sath Sath Chalne Wale Rahian Kyun Badaltay Hain
Rahain Jub Badal Jaen To Rastay Bhataktay Hain
Dor Ho Nazar Say Chahay Dil Kay Pass Hota Ha
Chahe To Jahan Bhi Pa Lo Vohi Khas Hota Ha
Mangon Main Kia Ab Rab Say
Paaya Hai Tuj Ko Jab Say
Ishq Tera Hum Pe Taari
Raqs Main Jahan
Karun Sajda Aik Khuda Ko
Parhon Kalma Ya Main Dua Don
Dono He Aik
Khuda Aur Mohabbat
Karun Sajda Aik Khuda Ko
Parhon Kalma Ya Main Dua Don
Dono He Aik
Khuda Aur Mohabbat
Mann Jhoom Jhoom
Tann Jhoom Jhoom
Mann Jhoom Jhoom Gaaye
Tann Jhoom Jhoom
Mann Jhoom Jhoom
Mann Jhoom Jhoom Gaaye
میں اس کے نام کو باتوں میں رکھ کے بھول گیا
وہ ایک خواب جو آنکھوں میں پل رہا تھا کبھی
میں اس کو بند دریچوں میں رکھ کے بھول گیا
تری یادوں کے چراغوں کی روشنی لے کر
میں رات بھر کئی خوابوں میں رکھ کے بھول گیا
تری نگاہ کے نشّے کا کیا کروں آخر
میں دل کو تیری شرابوں میں رکھ کے بھول گیا
بتاؤ ان تری یادوں کا سلسلہ کیا ہے
میں اپنے آپ کو باتوں میں رکھ کے بھول گیا
وہ ایک خط جو محبت کی داستاں تھا کبھی
میں اس کو اپنی کتابوں میں رکھ کے بھول گیا
چھپائے رکھا تھا شہزاد دل میں مدت سے
میں اس کا ذکر بھی باتوں میں رکھ کے بھول گیا
تمہیں ہم سے ہے بےزاری، مان لیتے ہیں
ہماری جان لینے والو! اتنا جان رکھو
ہم اپنی جان بھی تم پر ہی وار دیتے ہیں
وقتِ مرگ میرے جنازے پہ آ کے دیکھو
جو روتے ہیں، انھیں ہم اب حساب دیتے ہیں
مری تربت پہ اتنے اشک نہ بہا پروین
ہمیں کافور کے غسل کا حکم دیتے ہیں
تم سے کن حالات میں کیسے محبت سے وفا نبھا رہا ہے کوئی
ہو گی قدر تمھیں اس وقت جب پتہ چلے گا ہماری چاہت کا
دیکھو ادھر اک نظر کس قدر پیار سے تم کو منا رہا ہے کوئ
جان ہے کہ جا ئے جا رہی ہے یونہی .
تمھاری بے رخی پہ دور جا رہا ہے کوئی .
کس قدر مشکل میں ہے جاں بینا تم ہی نہ جانو
بن کہے پیار سے پیار تم سے نبھارہا ہے کوئی






