Koi To Raaz Ab Bhi Hai

PoetWaqas Bhutt Submitted byWaqas Bhutt
Text size

Wohi Sochen Wohi Baatain Wohi Andaz Ab Bhi Hai
Bohat Bechain Lagte Ho Koi To Raaz Ab Bhi Hai

Mein Kaisay Uski Yaadon Aur Wadon Se Nigha Pheron
Wo Mujhe Se Rothnay Wala Mera Humraz Ab Bhi Hai

Ye Tum Ho Is Taalluq Perishan Aur Nadim
Magar Is Be Los Rishtay Per Mujhe To Naaz Ab Bhi Hai

Related tags on Parveen Shakir poetry

Copied