Kuch Ashar

PoetShani Submitted byShazia Naz
Text size

May Apnay Gamon Ko Chupana Janti Hn Magar
Maire Ankhon May Ansoon Ka Sailab Bhara Hay

Jaisay Behta Hay Nadiyon May Pani
Aisay Hi Nikaltay Hain Maire Ankh Say Ansoon

Musarraton Ka Her Lamha Tumhain Rass Aaey
Tou Jo Mangay Dua Wo Taire Zindagi Ban Jaey

Bholna Na Kisi Morr Per Ho Sakta Hy K Phir Mil Jaein
Aisa Na Ho Mou Morr Lo Tum Aur Hum B Nazrain Choraein

Related tags on Parveen Shakir poetry

Copied