Labon Pe Hansi

Poet: Ahmed Faraz By: SAIF ASHIR, ISLAMABAD

Labon Pe Hansi Ankhon Main Sawal Rakhta Tha
Is Zarf Main Itna Kamal Rakhta Tha

Kia Khaber Thi Mujhy Hi Bhool Jae Ga
Jo Meri Ik Ik Cheez Sanbhal Rakhta Tha

Suna Hai Log Ab Boht Sataty Hain Usy
Main Jis Ka Itna Khyal Rakhta Tha
 

Rate it:
Views: 2057
03 May, 2011