Tasveroon Ke Tarhan Zindagi Ku Bhi Tum Ne Humari Lat Ka Rakha Hay
Humaray Ishiq Ku Qatiloon Kee Tarhaan Suli Pe Tum Ne Charha Rakha Hay
Humien Juray Rakh Nay Ka Ye Tariqa Tum Ne Apna Rakha Hay
Rooh Ku Humari Geeli Lakri Kee Tarhaan Tum Ne Sulga Rakha Hay
Hum Se Mil Ne Ka Wada Tu Roz Hee Kartay Hu Tum
Aur Na Anay Ka Roz Hee Ek Naya Bhana Buna Tum Ne Buna Rakha Hay
Chandni Ratien Kit Ne Kathan Kat Ti Hein Ye Taroon Se Pochu
Raat Bhar Gin Gin Kar Jin Ku Gawa Hum Ne Apna Buna Rakha Hay
Kari Zagham Laga Ne Ka Kui Tariqa Naya Deryaft Karo Ab
Puranay Zakhmoon Nay Tumaray Dil Me Ghar Apna Basa Rakha Hay
Gheroon Ke Teroon Se Shekayat Kaise Karoon Ab
Chalni Jigar Ku Apnoon Ke Hathoon Kara Rakha Hay
Zindagi Sari Bot Parasti Me Raigaan Gayee Tu Jana Ab
Meray Khuda Ne Seenay Me Dil Panay Pathar Ka Laga Rakha Hay
Humari Akhri Deed Kay Mahroom Tama Shai Na Buno Tum
Jatay Hu Ye Cheray Se Durrani Ne Kafan Apna Sar Ka Rakha Hay