Dushman E Jaan Ko Ya Paigham Do
Door Hain Wadian Jahan Sitaray Jagmagatay Hain
Jahan Roshnion Ka Basera Hay
Jahan Phoolon Ka, Khushboon Ka Dera Hay
Jahan Hawain Gungunatee Hain
Tar Dil K Cher Jateen Hain
Ik Muzda E Jaan Fiza Mareez E Jaan Balab K Liay
Us Ki Awaz Ka Sahar Kaafi Hay Roz O Shab K Liay
Banaay Wo Inhain Haseen Say Haseen Tar
Ab Na He Darpesh Chahain Koi Nia Safar