Muhabbat Main Aksar Ye Sawal Ata Hain
Poet: Ali Arslan Baloch (Bigra Nawab) By: Ali Arslan Baloch (Bigra Nawab), KarachiNa Chain Ata Hain
Na Qarar Ata Hain
Muhabbat Main Aksar Ye Sawal Ata Hain
Kabhi Nend Ud Jati Hain
Kabhi Hosh Kho Jata Hain
Ek Pal Is Ke Bina Sakoon Nahi Ata Hain
Muhabbat Main Aksar Ye Sawal Ata Hain
Na Din Ki Khabar
Na Raat Ka Pata
Bas Dil Main Isi Ka Khyal Ata Hain
Muhabbat Main Aksar Ye Sawal Ata Hain
More Love / Romantic Poetry






