Mujhe Baahon Mein Bikhar Jaane Do
Poet: Saady By: Saady, KarachiMujhe Baahon Mein Bikhar Jaane Do
Apni Mushkabaar Saason Se Mehek Jaane Do
Dil Machalta Hai Aur Saans Rukti Hai
Ab Toh Seene Mein Aaj Mujhe Utar Aane Do
Apni Mushkabaar Saason Se Mehek Jaane Do
Shokh Nazron Ko Sharm Aati Hai
Thartharaate Hue Labon Ko Chain Paane Do
Apni Mushkabaar Saason Se Mehek Jaane Do
Raat Tanha Hai Aur Sard Mausam Hai
Shola-E-Ehsaas Ko AB Aur Bharak Jaane Do
Apni Mushkabaar Saason Se Mehek Jaane Do
Behke Hain Hum Fizaa Jo Behki Hai
Dil Ko Dil Rooh Ko Rooh Mein Sama Jaane Do
Apni Mushkabaar Saason Se Mehek Jaane Do
Bikhre Gesu Hain Bikhra Kaajal Hai
Haule Haule Is Shab Ko Tum Guzar Jaane Do
Apni Mushkabaar Saason Se Mehek Jaane Do
Abhi Aur Bhi Armaan Dil Me Baaki Hai
Yuhin Baahon Mein Is Raat Ko Kat Jaane Do
Apni Mushkabaar Saason Se Mehek Jaane Do
Mujhe Baahon Mein Bikhar Jaane Do
Apni Mushkabaar Saason Se Mehek Jaane Do
میں اس کے نام کو باتوں میں رکھ کے بھول گیا
وہ ایک خواب جو آنکھوں میں پل رہا تھا کبھی
میں اس کو بند دریچوں میں رکھ کے بھول گیا
تری یادوں کے چراغوں کی روشنی لے کر
میں رات بھر کئی خوابوں میں رکھ کے بھول گیا
تری نگاہ کے نشّے کا کیا کروں آخر
میں دل کو تیری شرابوں میں رکھ کے بھول گیا
بتاؤ ان تری یادوں کا سلسلہ کیا ہے
میں اپنے آپ کو باتوں میں رکھ کے بھول گیا
وہ ایک خط جو محبت کی داستاں تھا کبھی
میں اس کو اپنی کتابوں میں رکھ کے بھول گیا
چھپائے رکھا تھا شہزاد دل میں مدت سے
میں اس کا ذکر بھی باتوں میں رکھ کے بھول گیا







