Mujy Tanha Nahi Krna

PoetASIM RAFIQ SHERAZ Submitted byASIM RAFIQ SHERAZ
Text size

Apna Bana Key Tum Kabhe Mujy Tanha Nahi Krna
Mery He Rehna Sada Mujy Tanha Nahi Krna

Bara Dushwar Hota Hy Akaily Din Guzarna
Kabhi Aisa Nahi Krna Mujy Tanha Nahi Krna

Tery Sath Ny Sanbhala Hy Meri Bikhri Zaat Ko
Rkhana Bary Khyal Sy Mujy Tanha Nahi Krna

Tanha Jo Hota Hoon Kabhi Meri Ankh Bhar Ati Hy
Main Ohir Na Roo Paroon Kahain Mujy Tanha Nahi Krna

AB K Bichra Tou To Shaid Mar He Jaey SHERAZ
Sunu Muj Py Karam Krna Mujy Tanha Nahi Krna
 

Related tags on Parveen Shakir poetry

Copied