Tumhary Baad

PoetASIM RAFIQ SHERAZ Submitted byASIM RAFIQ SHERAZ
Text size

Kiya Kahoon Kaisy Hoe Halat Meri Tumhary Baad
Jahan The Wahan Ruk Gaey Chaht Meri Tumhary Baad

Tum Sath Thy To Ajab Tha Alam Mery Eradoon Ka
Dey Gae Hy Ab Jawab Himat Meri Tumhary Baad

Main Cheen Sakta Tha Tumhy Tum Sath To Dyty
Ab Kahan Rehi Wohi Taqat Meri Tumhary Baad

Related tags on Parveen Shakir poetry

Copied