Add Poetry

naqab

Poet: zarsh By: minhal, karachi

ek larki gali se guzra karti thi
us k chere pe naqab huwa karta tha
ek larka rooz us dhekta tha
shayad use pyar karta tha
ek din larka na aya
to larki ne us k dost se pocha to us ne bataya
k ap ko aane me deer ho gai
us dewane ki to mout ho gai
dost ne apna farz nibhaya
larki ko qabar tk le aya
larki qabar pe rone lagi apne ansoo se qabar ko dhone lagi
tb qabar se awaz
ae khuda ye kesa inqalab aya
aj me parde me ho to mera mehboob
be_naqab aya..

Rate it:
Views: 852
08 Jun, 2009
Related Tags on Love / Romantic Poetry
Load More Tags
More Love / Romantic Poetry
Popular Poetries
View More Poetries
Famous Poets
View More Poets