Add Poetry

Phool Bewafa Nahi Hoty

Poet: Syeda sadia amber jilani By: Syeda sadia amber jilani, FAISALABAD

Phool Bewafa Nahi Hoty
K Phoolon Ko Ye Zaib Nhi Dyta
Kisi Ki Muskan Hoty Hain
Rooh Ka Chain Hoty Hain
Dua E Dard Hoty Hain
Dard E Ladawa Nhi Hoty
Phool Bewafa Nahi Hoty
Apni Khushbo Lutay Hain
Kahe'n Khushiyan Basaty Hain
Kisi Ka Humsafar Ban Kar
Zehar E Tanhai Nahi Dety
Phool Bewafa Nahi Hoty
Sarapa Muhbt Hoty Hain
Kisi Doshyza Ki Trha
Wafa Ka Paker Hoty Hain
Apne Chahny Walon Ko
U Rulaya Nahi Karty
Phool Bewafa Nahi Hoty
Ab Jo Phir Bahar Aye
Hawa Jo Kabi Lehra'aye
Jab Chaand Udas Ho Jaye
Jab Ass Murda Ho Jaye
Jab Yad Usy B Ajaye
Tab Amber Uss Se Kehna
Phool Khushbo K Bina Nahi Rehty
Phool Bewafa Nahi Hoty
 

Rate it:
Views: 608
22 Dec, 2013
Related Tags on Love / Romantic Poetry
Load More Tags
More Love / Romantic Poetry
Popular Poetries
View More Poetries
Famous Poets
View More Poets