Rasm-E-Ulfat He Ijazat Nahi Deti Warna
Hum B Tume Aisa Bhoolen K Sada Yaad Rakho
Bas Itni Se Baat Par Logon Ne Kafir Bana Diya Faraz
K Khuda Ka Naam Par Hum Ne Kuch Na Diya Aur Us K Naan Par Jaan De Di
Utha K Phool Ki Pati Ko Nazakt Se Masal Dala
Ashare Se Kaha K Hum Kil Ka Iasa Haal Karte Nan
Wo Kehta Tha Ma Tera Saya Hun Faraz
Isi Liye Wo Andhere Me Sath Chor Gea