Sawali Bana Dia

Poet: Kokab By: Kokab, Rawalpindi

Us Ki Mohabat Ne Bhekari Bana Dia
Apni Hi Chahat Ka Sawali Bana Dia

Maan Tha Usay Bhat Apni Zuban Pe
Apny Hi Wadoon Ka Sawali Bana Dia

Mohabat Ka Anjam Bohat Beanak Hota Hay
Ye Jan Kay Bhi Khud Ko Sawali Bana Dia

Takleef Deh Hay Ye Andaze Mohabbat Us Ka Kokab
Apni Hi Zindage Or Pyar Ka Sawali Bana Dia

Rate it:
Views: 810
20 Jul, 2010