Jis Saey Ke Pichey Umer Bhar Baagte Rahe Hum
Is Ki Chaa'oon Me Kabhi Na Beth Sakey Hum
Raaste Me Aag Ka Dare'a Aya Ya Phir Nafrat Ka Samandar
Bas Ik Nadd'ee Samaj Ker Kodat'tey Hee Ge Hum
U Tu Tera Milna Mumkin Na Tha
Aa Khawar,
Lakin Dill Ne Itna Satta'ya Ke Bin Soche Hee Chal Diye Hum
Zaroori Tha Kuch Sar-O-Samaa'n Bhi Hota Safar K Liye
Jab 2'no Hath Khalee Dekhe Tu Bey Sar-O-Samaa'n Hi Chal Diye Hum
Umer Ka Meri Ik Hissa Guzar Chala Tha
Lakin Phir Bhi Teri Talaash Me Bhatak Rahe The Hum
Manzil Ke Liye Itna Baagey Ke Baagtey Baagtey
Jab Wapis'ee Ka Socha Tu Weh'ee Thak Ge Hum
Pao'on Taley Se Zamee'n Khench Le Gai Teri Be'wafai Ki Khabar
Bas Wo Din Tha Or Aaj Kam'sin Na'kaam Aa'shiq Ho Ge Hum