Tera Chahra Teri Ankhein
Udaas See Magar Khabh Dekhatee
Jheel See Magar Kanwal Jeci
Chahra Asa Kay Adaa Hu Muhtaaj Jis Ki
Kasay Dekhun Nazar Nahee Thartee
Dil Sa Aks Tera Sab Say Ajab Magar Bhut Ghazab
Kasay Bholon Ga Asa Hu Gaya Naqsh
Ubh Samjh Aya Nazrun Ka Farq
Pana Tujhay Hu Gia Hay Farz
Dilnasheen Hu Sath Har Shaam Hu Rangheen
Jasay Koi Chilman Aur Parda Nasheen
Saraapa Qayamat Us Par Sadghee Ka Sitam
Koi Batlaye Kaha Jaein Hum
Mit Gaye Ubh Tu Saray Gham
Dekha Jalwaa E Meharbaan Aur Hum
Uss Ka Husan Alfaaz Par Gaye Kam
Dekh Lia Usay Ubh Na Dekhein Gay Kabi Chand Hum
Anghan Hu Hmara Uss Ka Chand Ju Hu Tum
Aur Kuch Na Manghein Phr Na Hum
Khan Mil Jaye Ga Sab Kuch Mil Jaein Ju Huma