Tum Kia Jano

Poet: By: Syed Ayyaz Mustafa, karachi

Uski Narazgi Main Bhi Mohabbat Hai Tum Kia Jano
Uski Saza Main Bhi Ek Suroor Hai Tum Kia Jano

Kehta Hai Ka Baat Nahi Kare Ga Hum Sa
Baat Karna Ko Wo Bi Tarapta Haai Tum Kia Jano

Karta Hai Mohabbat Hum Sa Be-Panah Wo Bi
Per Chupana Bi Uski Ada Hai Tum Kia Jano

Rate it:
Views: 1469
14 Jun, 2011